Sunday, 3 July 2011


Yaad teri aaye to phir kya karoonga main
Tanhai mein beth kar phir rooya karoonga main

Agar naseeb ne kardiya ek dosre se juda hum ko
Raaton ko na phir sooya karoonga main

Zehar peeta jaoonga aansoo ka tamaam umar
Aur tujhko sada khush rehne ki dua karoonga main

Agar mil gayi himmat mujhe sambhalne ki
Toote huwa dil ko phir milaya karoonga main 

No comments:

Post a Comment